Saal-e-nou ki aamad hai
Har su jashan ka sa aalam hai
Har aankh main jal utthay hain
Hasrrat-o-aas ke diye
Apnay pyaaron ke liye
Aaj main bhi jalaaon ik diya
Tumharay naam ka diya
Tumhari yaad ka diya
Pyaar ka diya
Khusboo ka diya
Hussn ka diya,
Roop ka diya
Uss khwaab ka diya
Jo kabhi tum ne tha diya
Aas ka diya
Umeed ka diya
Lo mainay jalla diya.....
Har su jashan ka sa aalam hai
Har aankh main jal utthay hain
Hasrrat-o-aas ke diye
Apnay pyaaron ke liye
Aaj main bhi jalaaon ik diya
Tumharay naam ka diya
Tumhari yaad ka diya
Pyaar ka diya
Khusboo ka diya
Hussn ka diya,
Roop ka diya
Uss khwaab ka diya
Jo kabhi tum ne tha diya
Aas ka diya
Umeed ka diya
Lo mainay jalla diya.....
No comments:
Post a Comment